Explore the expressions of love and emotions in Urdu poetry by Dr. Adnan Khan on our website Shairana Safar. The words shine in the Sad Shayari, where he beautifully captures the essence of human experiences. His touching words, such as 'Mohabbat ke safar' and 'Zindagi tamam ho gayi,' will deeply resonate with your heart and soul. Immerse yourself in the world of emotions and poetic depth on our dedicated Sad Shayari page, enriched by poetries that masterfully depict the essence of life's journey. These shayari are certain to leave a lasting impact, evoking a profound sense of connection and fond memories. Visit our website today to experience the beauty of this renowned poet's work firsthand.
Sad Shayari Within Shairana Safar
تحریر: ڈاکٹرعدنان خان
❤❤❤
Dekha Tha Us Ne Lar Kar Mujh Ko Aik Nazar
دیکھا تھا اس نے لڑ کر مجھ کو اک نظر
اگلی نظر میں زندگی تمام ہو گئی
❤❤❤
Dekha tha us ne lar kar mujh ko aik nazar
Agli nazar mein zindagi tamam ho gayi
-------------------------------------------------------
Koi Tere Jaisa Ho Nahin Sakta
کوئی تیرے جیسا ہو نہیں سکتا
تو ساتھ ہو تو میں رو نہیں سکتا
❤❤❤
Koi tere jaisa ho nahin sakta
Tu sath ho to mein ro nahin sakta
-------------------------------------------------------
Aik Lamhe Ki Masafat Thi Muhabbat Ke Safar Mein

ایک لمحے کی مسافت تھی محبت کے سفر میں
جب کوئی اپنا بھی حیف اجنبی ہوا تھا
❤❤❤
Aik lamhe ki masafat thi muhabbat ke safar mein
Jab koi apna bhi heif ajnabi ho gaya tha
-------------------------------------------------------
Ishq Badnam Nahin Karta Hai Dani

عشق بدنام نہیں کرتاہے دانی
بدنام لوگ عشق کر جاتے ہیں
❤❤❤
Ishq badnam nahin karta hai Dani
Badnam log ishq kar jatay hain
-------------------------------------------------------
Mere Lafzon Mein Qarar Bhi Hai Shehtir Bhi

میرے لفظوں میں قرار بھی ہے شہتیر بھی
شمول نفس اقبال بھی ہے غالب اور میر بھی
❤❤❤
Mere lafzon mein qarar bhi hai shehtir bhi
Shamol-e-nafs Iqbal bhi hai Ghalib aur Mir bhi
-------------------------------------------------------
Mera Sadqah Mere Kam Aanay Laga Hai
میرا صدقہ میرے کام آنے لگا ہے
میرا دشمن سر عام آنے لگا ہے
❤❤❤
Mera sadqah mere kam aanay laga hai
Mera dushman sar-e-aam aanay laga hai
-------------------------------------------------------
Masroof Hoon Mein Bhi Muqafat-e-Zindagi Mein
Masroof hoon mein bhi muqafat-e-zindagi mein
Maqsad ki jehad hai magar maqsad nahin maloom
-------------------------------------------------------