Yeh Nah Wahm Hai, Nah Gumaan Hai

Experience the faith and mercy in these Urdu Shayari within Shairana Safar by Dr. Adnan Khan, Join us to enrich your perspective. Visit our website to experience the magic of Urdu poetry. 

Yeh Nah Wahm Hai, Nah Gumaan Hai

Yeh Nah Wahm Hai, Nah Gumaan Hai

یہ نہ وہم ہے نہ گمان ہے
یہ میرا پختہ ایمان ہے
گناہ دھوئے گارحمت سے
وہ رب اتنا مہربان ہے

"Yeh nah wahm hai, nah gumaan hai
Yeh mera pakka imaan hai
Gunah dhoye gaarhimmat se
Woh Rab itna mehrbaan hai"

.......................................................................

Waise To Uski Rehmat Mehdaat Hai Lekin

Waise To Uski Rehmat Mehdaat Hai Lekin

ویسے تو اسکی رحمت محیط ہے لیکن 
 کرم اسکا کسی کسی کو راس آ تا ہے 
میرے رب کی محبت کا خلاصہ یہ ہے 
میں جتنا دور جاتا ہوں وہ اتنا پاس آ تا ہے

Waise to uski rehmat mehdaat hai lekin
Karam uska kisi kisi ko raas aata hai
Mere Rab ki mohabbat ka khulasa yeh hai
Main jitna door jaata hoon, woh utna paas aata hai"

.......................................................................

Mere Rab Ki Ata Faqat Raeis Ko Nahi

Mere Rab Ki Ata Faqat Raeis Ko Nahi

میرے رب کی عطا فقط رئیس کو نہیں 
وہ تو ناتواں طلبگار کی بھی سنتا ہے
وہ محض پارساؤں کا خدا نہیں دانی
مجھ جیسے گناہ گار کی بھی سنتا ہے

Mere Rab ki ata faqat raeis ko nahi
Woh to natwaan talibgaar ki bhi sunta hai
Woh maaz parsaoon ka Khuda nahi daani
Mujh jaise gunahgaar ki bhi sunta hai

.......................................................................